Ladkiyo, ab samajh lo. Hamara janm sirf ek pal ka nahi, balki har us pal ka hai jab humne apne haq ke liye ladne ka faisla kiya. Hamara janm un kahaniyon mein chhupa hai jo humne suni, lekin unhe kabhi maany nahi diya. Hamara janm hai un aankhon mein, jo hamesha hum par uljhan bhari nazar daalti hai, jaise hum kisi ghalat jagah par khade ho.
Write a comment ...